Twitter Account Kya Hai Aur Twitter Ka Naya Khata Kaise Banate Hai

Welcome Readers, Kya Aap Twitter Account Ka Istemal Karate Hai? Kya Aap Janate Hai Twitter Ka Account Kaise Banate Hai? Twitter Ek Social Website Hai, Twitter Establishment Aaj Se 11 Saal Pahale 2006 Huyi ! Twitter Ke Madhyam Se Ham Duniyabharke Logo Se Jud Sakate Hai. Aap Duniyabhar Ke Peoples Ko Ghar Baithe Follow Kar Sakate Hai.New Twitter Account Kaise Banaye Step By Step Guide
Twitter Account Ke Madhyam Se Tweet Bhi Kar Sakate Hai. Twitter Handle Karna Koi Jyada Mushkil Kaam Nahi Hai. Tweet Ka Matlab Hai Jiase Facebook Me Post Karna, Blog Me Post Karna. Usi Prakar Ki Post Ko Hi Tweet Kahate Hai. Twitter Login Ke Baad Koi Bhi Tweet Aap Kar Sakate Hai. Tweet Ki Shabd Seema 140 Word Ki Hoti Hai. Isme Aapko Jo Bhi Tweet Karna Hai Utne Hi Words Me Short Me Kare.
Aap Jis Prakar Se Other Social Media App Ka IStemal Karate Hai Usi Prakar Se aap twitter app Ka Istemal Karake Fast Massaging Ka Fayda Utha Sakate Hai. To Apna Samay Barbad Naa Karate Huye Topic Topic Par Chalate Hai. Aaj Ko Topic Hai, New Twitter Account Kaise Banate Hai?
Kai Sare Filmi Duniya Ke Jane-Mane Sitare Bhi Tweeters Ka Istemal Karate Hai. Aap Topic Tittle Se Hi Jaan Chuke Honge Ki Twetter Account Post Kis Baare Me Ho Sakati Hai. Aaj Ki Post Ka Tittle Dekhate Huye Janate Hai Twitter Ka Khata Kaise Banate Hai?

New Twitter Account Kaise Banaye?

Welcome Friends Mai Bunty Kumar Aaj Ki Post New Twitter Account Kaise Banate Hai? Yah Jankari Dene Ja Raha Hu. Aap Is Post Ko Follow Kare Taki Aasani Se Aap Bhi twitter create account Par Click Karake Naya Twitter Ka Khata Bana Sakate Hai.

> Read – Top 5 Keyword Optimization Keyword Research Tools- Best Keyword Planners .

Naya Twitter Account Kaise Banate Hai Step By Step HindiMe?

  • Step 1 – 
  1. New Twitter Account Create Karane Ke Liye Apne Desktop Ya Mobile Browser Me www.twitter.com Type Kare Ya Twitter Website Par Visit Kare.
  2. Next Step Me New Page Open Hoga Usme Twitter Sign UP Par Click Kare.
  3. Twitter Account Next Step Me New Page Khulega Apna Name , Email ID ( Mobile Number ) Ek Strong Password ( Ex. – [email protected], [email protected], rTsY#1122 etc. ) Darj Kare.
  4. Phir Se Next Step Me New Page New Page Khulega Isme Country Select Select Kare Aur Mobile Number Likhkar Next Par Click Kare.
  5. Twitter Account Create Karane Ke Liye Aapne Jo Mobile Number Enter Kiya Hai Us Par Ek OTP Code Aayega .
  6. Mobile Number Par Aaye Huye One Time Password Ko Dalkar Verify Par Click Kare. Agar Aapke Mobile Par OTP Naa Aaya Ho To Aap Resend OTP Par Click Dubara se One Time Password Mangva Sakate Hai. Dhyan Rahe Agar Aapne Mobile Number Galat Diya Hai To Edit Mobile Number Par Click Sahi Kar DE.
  7. Ab Ek Better Twitter Username Ke Liye Jankari Bharani Hai, Apna Manpasand Username Likhe. (Username:- www.twitter.com/exampale)
  8. Congratulations Next Step Ke New Page Open Hoga Jisme Aapka New Twitter Account Ready Ho Chuka Hoga. Ab Aapko Let’s Go Par Click Karna Hai.twitter account kaise banaye
  • Step : 2

New Twitter Account Create Hone Ke Baad Verification Aur Contact Import Karane Ke Baare Me Pucha Jayega For More Information Ke Liye Niche Diye Gaye STeps Ko Follow Kare.

  1. Let’s Go Par Click Karane Ke Baad Contact Import Ke Bare Me Pucha Jayega. Usme Aapko Two Option Diye Honge Ek To Email Account Se Ya Phir Aapke Outlook Account Se Contact Importa Karana Hai. Apki Pasand Ki Method Se Import Contact Par Click Kare.
  2. Agar Aap Email Account Se Twitter Account Me Contact Import Kar Rahe Hai Email allow Kare.
  3. उसके बाद Follow करना होगा , जिसको भी Follow करना है ! उस पर Click करे !
  4. New Page Me turn on notification Par Click Kare.
  5. Next Step Me Email Account Par Mail Aayegi Jisaka Notification Aapko Dikhayega. Agar Inbox Me Mail Nahi Mila ho To Resend Conformation Par Click Kare.
  6. Ek Baar EMail Ke Inbox Me Jakar Confirm Kare. Next step New Free Twitter Account Ready Ho Jayega.
Is Prakar Se Ab Aapne New Twitter Account Kaise Banate Hai Iske Baare Me Jaan Chuke Honge. Aasha Karate Hai Twitter Ka Khata Banane Ki Post Aapko Pasand Aaye Hogi. Agar Phir Bhi Aapko Twitter Sing Up Ya Twitter business Account Ke bare Me Jankari Chahiye To Niche Comment Box Me Comment Kare.

*****************